Skip to main content

:Hazrat Syed Alauddin Chirminaposh Chishti Suharwardi Shahe Wilaayat(rahmatullah alaih

     dargah shareef:Hazrat Syed Alauddin Chirminaposh Chishti Suharwardi Shahe Wilaayat(rahmatullah alaih


Hazrat Syed Alauddin Chirminaposh Chishti Suharwardi Shahe Wilaayat(rahmatullah alaih)(wisaal 911 Hijri) hamesha Cheeta ki khaal pahna karte the isiliye ap ka Laqab Chirminaposh pada, ap Hazrat Makhdoom Hisamuddin Fatehpuri(rahmatullah alaih) ke Mureed Aur Khalifa hain jo ki ap ke haqiqi maamu the. Ap ka Silsilae Tareeqat 6 waston se Hazrat Sheikh Shahabuddin Suharwardi(rahmatullah alaih) aur 8 waston se Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti Ajmeri(rahmatullah alaih) tak pahunchta hain ap ne Hazrat Makhdoom Shah Mina(rahmatullah alaih) se bhi faiz paaya hai. Ap ka Mazaare Mubarak Qasba Laharpur Disst Sitapur Uttar pradesh me hain jo ki Badi Dargah ke naam se mashhoor hai. — with Zafaruddin TajiAhmed Quadri andFarman Aslam.

Comments

Popular posts from this blog

Burdha Majlis

       Qaṣīdat al-Burda  ( Arabic :  قصيدة البردة ‎, "Poem of the Mantle") is an ode of praise for the  Islamic prophet   Muhammad  composed by the eminent  Sufi , Imam al-Busiri  (Muḥammad b. Saʿīd b. Ḥammād b. Muḥsin b. Abū Surūr b. Ḥibbān b. ʿAbdullah b. Mallak al-Sanhajī) of  Egypt . The poem, whose actual title is  al-Kawākib ad-Durrīya fī Madḥ Khayr al-Barīya  ("Celestial Lights in Praise of the Best of Creation"), is famous mainly in the Sunni  Muslim world . It is entirely in praise of Muhammad, who is said to have cured the poet of paralysis by appearing to him in a dream and wrapping him in a mantle or scarf. Biography of Imam-Busiri        Imam-Būṣīrī ’s full name is Muḥammad b. Saʿīd b. Ḥammād b. Muḥsin b. Abū Surūr b. Ḥibbān b. ʿAbdullah b. Mallak al-Sanhajī. Different biographers present slightly different versions of his life although certain facts are a...
Hazrat Syed Ahmed Badpa(rahmatull ah alaih) Khalifa of Hazrat Khwaja Nizamuddin Auliya Mehboob-e-Ilahi (rahmatullah alaih) arrived in Hyderabad to spread Islam on 709 Hijri, more than 700 years back